choti si dunya bnane k liye,ZINDAGI GWA BAITHAY tere sath waqt guzarnay k liye hm waqt hi gwa baithay meri ankhon main tera sapna tujhay kho na doon kaheen chand sapnay mukammil karnay k liya kr hr rat hi gwa baithay mere sath chaltay to zindagi ka mtlb kuch tum to kuch main seekhti sirf ussi mtlb ko dhondnay k liya hr swal hi gwa baithay tanhai se nikalnay k liye sirf tujhay raqeeb paya tha maine sirf tujhay hi panay k liya pir tanhai dhondnay lagay mera hr lafz saaf hai,q mujhay sahara milay kuch nahi hai pas phir bhi q tanhai ashyana lagay
