mujhy ik aaas day jana | | sunoo jana
aaj raat gehri hai
syahi door ak chai hoi hai
sitaray apni roshni say
yoon damaktay hain
k jesay mere tareek ankhoon main
tere sura nazar ana
khuda k wastay janaaa
ik pal ki khair
tum mere pass a jao
mera man boha bhojal hai
isay qarar day jaoo
mere ander ki tanhai ko
ik ehsaas day jao
phir bay shak chali jana
mera kia zoor hai tum per
ain um ko kesay rokoon ga
janaa! chali jana
mager jatay hoye tum mujh per
ik ehsaan ker jana
palatna mat palatnay ki
mujhy ik aaas day jana
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid
mayri ajzi bhi kamal thi
main ana parast bala ka tha
so gira to apny hi paon main... |