kisi roz shaam k waqat | | kisi roz shaam k waqt
Mil jaye saat teraa!
Hathon main lay k haath maira!
Door kaheen tanhaayee main
Dunyaa say judaayee main
Apne sang baitaoon tujhay
Dil ka haal sunaoon tujhay
Teri Izzat-u- ihtiraam karoon
Teray haath ki lakeeron main
Talash main apna naam karoon
Usi waqt he irada karain
Phir milnay ka waada karain
kisi roz shaam k waqat .....
Soraj k aaraam k waqt......! |