Baarishon ke mausam mein ! | | Baarishon ke mausam mein
us ko yaad karne ki
aadten puraani hain
ab ki baar socha he
aadaten badal daalen
phir khayal aaya he
aadten badalne se
baarishen nahi rukteen !
__________________ Harf e Saada ko enayat hua Ejaz ka Rung ! |