yaad | | jub yaad ka album kholu to kuch log bht yaad aaty hein mein apna buchpan sochu to kuch log bht yaad aaty hein ab jany kis ngri me ja kr aabad hein mudat se mein raat gay tk jagu to kuch log bht yaad aty hein wo pal bhar ki narazgiyan or maan b jana pal bhar me ab khud se jb b rothu to kuch log bht yaad aty hein |