~~Hame Jab Alwida Kehene Lago Tu~~ | | Hame Jab Alwida Kehene Lago Tu
Muskura Dena
Sitara Saath Kar Dena
K Raaste Me Andhere Bhi Too Aiinge
Kisi Hurf-e-Dua Ka Istaara Saath Kar Dena
Hamey!!! Zaaad-e-Safar Ko
Tumhari Yaad KI Soghaaat Kaafffi He
Tumare Saath Guzara HUa Pal Bhi Ghaneemat Hai
Kahin Thehre Jo Raaste Main
Sunheri Yaad Ki Soorat
Tumhen Hamraah Paainge
To Hum Tanhaa Kaha Honge
Magar Phr Bhi
Hame Jab Alwida Kehene Lago Tu
Muskura Dena
Sitara Saath Kar Dena
Kisi Hurf-e-Dua Ka Istaara Saath Kar Dena
__________________ |