Ek Raat Khuaab Mein Dekha
Chand Say Pocha Chupkay Say
Aaj Mujhay Ek Baat Batao
Apnay Dill Ka Haal Sunao
Kya Koi Esa Hay Jo
Tum Ko Acha Lagta Ho
Apna Apna Lagta Ho
Dill Kay Paas Jo Basta Ho !!!
Chand Nay Tera Naam Liya
Hum Nay Dill Ko Thaam Liya
Jab Say Dekha Hay Yeh Sapna
Tab Say Chaand Raqeeb Hay Apna !!!!