(2)
Koi to hota(adhori arzoo)
Quote:
| Jo meri khwaish main uth kar raaton ko khoob rota[ Dukhon ki chadar lapait kar hajoom duniya say door hota Main rooth jaata manata mujh ko kay chahe mera kasoor hota Koi to hota Jo mujh ko dil ka karar kehta Ragoo ka apni fishar kehta Udaas mosam main tazgi ki biyar ban kar Jo meri bahoon ko arzoo ka diyar kehta Koi to hota Dua say apni jo dukh bhi meray samait leta Woh iss jahan say ghamon ka meray hisab leta Woh sari duniya ki rafaqaton kay tamam rishtay Koi to hota Main jis kay itna qareeb hota Na paas koi raqeeb hota Main tanha uss ka habbib hota Yeh silsila bhi ajeeb hota Koi to hota KÄħH Koi to hota |