Khuda na karay | | Ghari firaaq ki aey kabhi khuda na karay ye ghum kise ko mitaey kabhi khuda na kary nishana teer-e-sitam ka koe ghareeb na ho ye zakhm-e-dil kise dushman ko bhe naseeb na ho judai khoon rulaey kabhi khuda na karay ghari firaaq ki aey kabhi khuda na karay milain tu mil k na ulti hon khawaab ki tabeer banay tu ban k na bigray kise ki u taqdeer naseeb wqt ye laey kabhi khuda na karay ghari firaaq ki aey kabhi khuda na karay rafeeq ho na sar-e-rahgozar juda koe habeeb ban k na ho humsafar juda koe ye aag dil ko jalaey kabhi khuda na karay ghari firaaq ki aey kabhi khuda na karay dilon say rishta-e-ulfat ko toornay walon ragon say khon-e-tamanna nichoornay walon ye khoon raigaan jaey kabhi khuda na karay ghari firaaq ki aey kabhi khuda na karay |