barra dushwar hota hai zarra sa faisla kerna | | barra dushwar hota hai
zarra sa faisla kerna
k jeevan ki kahani ko
biyan be zabani ko
kahan sey yad rekhna hai
kahan sey bhool jana hai
issey kitna batana hai
issey kitna chupana hai
kahan ro ro ker hansna hai
kahan hans hans k rona hai
kahan awaz deni hai
kahan khamosh rehna hai
kahan rasta badalna hai
kahan sey lot ana hai
barra dushwar hota hai
zarra sa faisla kerna
__________________ Yasir |