mujhe Khabar hai ki terii aa.Nchal me.n dard kii ret chhaanataa huu.N
magar har ek baar tujh ko chhuu kar ye ret rang-e-hinaa banii hai
ye zaKhm gul_zaar ban gaye hai.n ye aahe.n-sozaa.N ghaTaa banii hai
ye dard mauj-e-sabaa huaa hai ye aag dil kii sadaa banii hai.......
bohat khob bohat achi collection hai........
1.gif)