Re: Main Aisi Mohabbat Karta Hooon.... | | 
Hum dil main bass jayege.
Tamana ho agar milne ki.
To band aankhon main nazar ayeege.
Lamha lamha waqt guzar jayega.
Chund lamho main daman choot jayega.
Aaj waqt mila hai do baate karlo humse.
Kal kya pata koun appki zindagi main ajayega.
Pass akar sabhi door jate hai.
Hum akele the akele reh jayege.
Bhula kar hame wo khush reh payenge
sath mein nahi to mere jane k baad muskuraye ge
Dua Hai Khuda se ki unhe kabhi dard na dena,
Hum to seh gaye par wo toot jayenge azif 0044 7940031802
Last edited by azif_uk; 09-28-2007 at 10:53 AM.
Reason: colour change
|