Re: Us Ki Galiyun Ki Khak Bana Dey Mujh Ko...(Must Read) | | Bahaar k wo chaar din hamin udaas ker gay..
kahan gain wo mehfilin
wo log sab kidhar gay
dabi the dil ki aag tau
hawa chali wo yaad ki
khizan k phool ki tarhan hum fiza main bekhar gay
wo chand raat ka saman
wo hamsafar wo karvan
nigah_o_dil k rasty sy aaj phir guzar gay.
plz reply kese poem hai? |