Quote:
Originally Posted by silent worrior <CENTER> " Aisi aankhain nahin daikhi , aisa kajal nahin diakha aisa jalwa nahin daikha , aisa chehra nahin daikha jab yeh daaman ko hawa de , aag jungle main laag jaye jab yeh sehraoon main jaye , rait main phool khil jain aisi duniya nahin daikhi , aisa manzar nahin daikha aisa aalam nahin daikha , aisa manzar nahin daikha uske kamgan ka khahnakna , jaise bulbul ka chehekna uski paazeb ki cham cham , jaise barish ka moasam aisa sawan nahin daikha , aisi barish nahin daikhi aisi rimghim nahin daikhi , aisi barsat nahin daikhi uski bebaaq c baatain , jaise serdi ki hoon raatain uff yeh tanhai-e-masti , jaise toofan main kashti meethi koyal c hai boli , jaise geeton ki rangoli surkh gaalon pe paseena , jaise sawan ka mahena aisi aankahin nahin daikheen aisa jalwa nahin daikha aisa chehra nahin daikha !!! faysal_nice_1@yahoo. com
</CENTER> |
NICE ONE,,,,,,,,,,,,,,,,, ,

setImgWidth();