
10-18-2006, 06:32 AM
|
 | ~ShoKh AuR ChaNcHaL~ | | | Join Date: Sep 2006 Location: SaB Kii DuaaOn MeiN
Posts: 7,115
Country: Tutorials:
0 My Mood: Thanks: 457
Thanked 106 Times in 96 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 610 | |
Phir Sey Apna Ho Jaaye...!!! | | Shab e tanhaii woh jo baray sukh mein hai ussey kehna k raat ka pichhla pehar hai aur hum jaagtey hain hamari aankhon sey neend kosu'n door hai hamaray lab abhi tak uss k nagmay gungunatey hain hamara zehan ab bhi uss ki batein sochta hai to kabhi hum hans deytay hain kabhi jii bhar k rotay hain shab e tanhaii ki yah basta hawaao! ussey kehna hum ab bhi baa wazo ho kar tumhara naam leytay hain ussey kehna ya apna naqsh dho jaaye ya phir sey apna ho jaaye...!!! uNiQuE sMiLe
__________________ Out Of My Mind = >>  |