Re: Wo Abhi Apney Chehrey .... | | assalam u alaikum
good sharing ansa ji.....its great
main bhi aik ghazal share karna chahoon ga
" ishq karnay kay bhi aadaab huwa kartay hain
udaas jaagti aankhoon kay bhi khwab huwa kartay hain
hur koi roo kay dikha day yeh zaroori tou nahin
khusk aankhoon main bhi sailaab huwa krtay hain
lahroon kay thapairay tujhay lay jain gay wahan
beech samunder jahan gurdaab huwa krtay hain
loogoon kay khaloos ko chehroon say naan maap
kuch loog apni aab beeti khud apni kitaab huwa kartay hain
ab adil kahan mohabbat kay kabil rahay hain hum tum
ab tou apnay dil main bhi kuch paich kuch taab huwa kartay hain
ALLAH HAFIZ |