Usy Mera Kar Day | | usky honton ka tabassam rahy qaim ya Rab us ky jewan main khushion ka basera kar day to mery karb ki raton ko bhaly khatam na kar us ki her sham k akhir ma sawara kar day us ky dil kay kisi konay ma jaga da muj ko us ki aankhon ko mery sapnon sy khara kar day ye mery dil ki dya hai mery MOLA !! sari dunya sy chpa kar usy mera kar da |