It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Mangtay Hai Mujh Say Dil within the Mohsin Naqvi forums, part of the Poet K to O category; mangay hai mujh say dil tairi sari nishaaniyaan battain puraniyaan, wohee rattain sohaniyaan ankhoon mein ghoolti hain nashay ke shararattain ...
| |||||||
| Features | Register | Search | Today's Posts | Mark Forums Read |
|
#1
| ||||
| ||||
| mangay hai mujh say dil tairi sari nishaaniyaan battain puraniyaan, wohee rattain sohaniyaan ankhoon mein ghoolti hain nashay ke shararattain chalaak chandini mein chehakti jawaniyaan un par tu qarz hain mairay harfoon kay zaiqay aab jin ko aa gaieen baree battain bananiyaan aye ishq aa keh phir say koyee tajurba karaain mein bhoolnay laga hoon puranee kahaaniyaan woh tairay qehqahay thai kay jaisay hajoom mein tootain kaliyoon mein khanaktee kamaniyaan yeh mairay ashq hain kay paharoon mein jis tarhaan royaain basant rut mein nadi ke rawaniyaan ik tairay roothnay say fiza hee badal gayee aab shehar bhar mein phail gaieen bad'gumaniyaan mangoo dua keh khailtee khiltee rahain sada shehar ke dulhain, mairee basti ke raniyaaan mohsin ko kuch tu had e sitam ka suraaagh dai kab tuk ruqam karoon mein tairi meharbaaniyaan ? |
![]() |
| Tags |
| dil, hai, mangtay, mujh |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Sad Poetry Hum apni wafawon ka sila kis say mangtay | mkhurram2k7 | Ghazal | 8 | 12-05-2009 12:40 PM |
| Sad Poetry Hum apni wafawon ka sila kis say mangtay | sonia_22 | Ghazal | 11 | 09-19-2008 01:09 PM |
| > sab mangtay hain khushboo!!!.... | UrduPoetryBot | Ghazal | 0 | 06-17-2008 07:22 PM |
| Challo nazaray udhar mangtay hein | zoya | Ashaar - Misc | 6 | 10-17-2007 08:12 AM |