It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Fiza ka habas within the Mohsin Naqvi forums, part of the Poet K to O category; Fiza Ka Habas Shagoofoon ko baas kaya dai ga ? badan dareeda kissi ko libaas kaya dai ga ? yeah ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Fiza Ka Habas Shagoofoon ko baas kaya dai ga ? badan dareeda kissi ko libaas kaya dai ga ? yeah dil keh qehat e ana say ghareeb thehra hai mairi zubaan ko zar e altaamas kaya dai ga ? jo day saka na paharoon ko baraf ke chadar woh mairi banjh zameen ko kapaas kaya dai ga ? ye shehar, youn bhi tu dehashat bhara nagar hai, yahaan diloon ka shoor hawa ko haraas kaya dai ga ? woh zakhaam dai kay mujhay hosla bhi daita hai aab iss say barh kay tabiyaat shanaas kaya day ga ? jo apni zaat say bahir aa na saka aab tuk woh pathroon ko mataa e hawas kaya day ga ? woh mairay ashk bujhay ga kis tarhaan mohsin samandaroon ko woh sehra ke payas kaya dai ga ?
__________________ Baray Udaas Din Hein.. Aur Soogwar Rattein... !! jazboon ka khuda jazba mohabbat naam hai jis ka kaya dhal lafzoon mein sakta hai ? samandar kaya kabhi koi koozay mein samaya hai? |
|
#6
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE.............:ro se
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |