It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Mk Clinic within the Mohabat Kadah forums, part of the Mouj Masti category; Originally Posted by udaas larki bas ji...awein toh nahi hum DR. kahlayay......waise idea pessend karne ka shukriya...ab app toh yahan ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#111
| |||||
| |||||
| NAHI DOCTOR idea daina hamara kaam hai aap ka kaam bina takleef kai logo ka ilaj hai so anyways aap jai or thread post karai
__________________ ![]() KHAN JUNAID KHAN |
|
#112
| |||||
| |||||
| Soch lo..!!! Tume shayed lagey k mera masla "Physical" hai...jab k aisa nahi hai...solution na bata sako to doosrey doctors ko moqa dena parey ga...!
__________________ .................... .. |
|
#113
| |||||
| |||||
| NO PROBLEM aap batao to sahi aagai ALLAH help karega |
|
#114
| |||||
| |||||
| Mohabbat Main Gham Qiu Miltay Hain ![]() ![]() |
|
#115
| |||||
| |||||
| Quote:
masla ye hai k ager sir me dard ho lekin Rozey ki waja se tablet nah li ja sakey...or sir dard ki waja kio bemari nahi bal k dimaghi bojh ho to aisey me tum kya "mashwara" doge k jis sey sir dard theek na b ho lekin at least kam ho jae... ![]() |
|
#116
| |||||
| |||||
| Mere bahi "Mohabbat or Gham" ka to "choli daman" ka sath hia...Mohabbat k sath ager "Gham" na ho to wo mohabbat hi kya...youn samaj lo k Mohabbat ager "Phool" hai to "Gham" kaanta hia...bazahir taqlif deh nazar ata hia...lekin jo phool kaanton k baghair hoti hain un ki shaakhen bahut "Nazuk" hoti hain or jald toot jati hain..."Wo Mohabbat hi kya jo Gham na dey" |
|
#117
| |||||
| |||||
| Quote:
kaam kai borden or ramzaan mai khanai peenai ki timing change honai ki wajah sai aap disturb hai thats why aap ko sar dard ho raha hai aap aik kaam karai har namaz kai baad 200 martaba YA "ALLAHU YA SALAMU" ki tasbeh awal-o-aakhir durood shareef parh kar parha karai is sai aap ko zehni or jismani dono suarto mai shaga milaigi INSHALLAH or dosra aap ko aik mufeed mashwara yai donga kai aap ko jo sar dard hai yai thakan ki wajah sai hai aap apnai mind ko control karnai ki koshish karai zyada tention mat liya karai friuts zyada istamal karai oily cheezai kam use karai or ha apni diet mai SHARBAT-E-SANDAL use karai yai aap kai mind body stomach ko sukoon dega ![]() |
|
#118
| |||||
| |||||
| merai bhai aap to aisi baat kar rahai kai aankh band kardo to nazar koi nahi aata muhabbat naam hi ghamo ki mairaj ki hai magar yai ghum itnai lazeez or itnai sukoon baksh hotai hai kai agar insai dosti kar li jai to yai aap kai dard ko mita detai hai bas aap insai samjhoota karlai |
|
#119
| |||||
|