It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on (¨`•.•´¨) DISCUSSION: ON BEWAFAI(¨`•.•´¨) within the Mohabat Kadah forums, part of the Mouj Masti category; haan baat tu sahi hai..per insaan tu sab hi hotay hain tu bewafa koi bhi ho sakta hai?...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| haan baat tu sahi hai..per insaan tu sab hi hotay hain tu bewafa koi bhi ho sakta hai?
__________________ Silence.....of unspoken words ...............unfor gotten times... |
|
#12
| |||||
| |||||
| bewafai kabhi ya majori main bhi insaan ko bewafa bana deti hay kabhi insan jan bogh kar bewafai karta hay jo jan bogh kar asa kartay hain shayad un kay dil pathar kay hotay hain asa nahin karna chahiya bewafai akk asi cheez hay jisa khass kar larkiyan jan bogh kar magbori ka naam detiorr phir bhi ya kehtee hain kay hambewafa hargiz na thay par ham wafa kar na sakayzahir hay in say wafa ki tawaqqa kiyonkar kee ja saktee hayinhain wafa to door ki baat mohabbat ka matlab bhi nahi aat a mohabbat kay naam par do dostoon ko door karteen hay phirketee hain kay jaan boojh kar aisa nahi kiya larka kuch bool day to tum aisa sooch bhi kaisay saktay hooor agar khud bolain to jee jo sach hay ham too wo hee kehtay hain ager manzoor hay too theek warna hamaray peechay bohot hain zahir hay janab kay jab adatain or andaaz he aisay hain to larkayy too peechay aayain gay hee na kiyoon kay koi bhi larka kisi shareef ko tang nahi karta or in larkiyoon ki himmat barhanay main kuch hamara bhi haath hay jab larka larkii ko kuch bolay too ham jaa kar us ko martay hain bagair puchay kiya baat thee jab larkee kuch boolay jab bhi larkay ki shamat aray larkay ki koon sunta hay na hamaree galatee phir ya larkiyaan apnay aap ko dunya ki kamzoor or baybas tareeen hastee +khobsoorat mantee hain jin ki asliya to ya haykay agar jab bhi barish ho too in kay asal chehray daikh kar kai log bay hoosh or kuch mar bhi jatay hain shayad kafeee hay........... |
|
#13
| |||||
| |||||
| Wajahat Toba itna gusa hain ufff haan yeh sach hain aaj kal ladkia majburi ka naam dehti hain mujhe yeh samjh nahi ati phir pyar kion karti hain aur ladke un ko khud moka dehte hai ke groor kare ager ladke gas na dale to wo bhi istarha na ho pagel akhir ladke hote hain jo piche jate hai kohn kehta hai un ko aag main haat dalo pyar wyar kuch nahi jabh pyar hi nahi to waafa kehsi aaj kal waafa koi bhi nahi karta ager koi karta hain to khud pashta ta hain waise bhi pyar loog karte hi kion hai aur har ladki make up nahi karti Wajahat haan yeh sach hain aaj kal ziada khel hain mohabbad mager insaan akhir insaan hai dokha kah hi jata hai kya kaha jaye kya kiya jaye |
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
girls to aaj kal bass flirt karti hai |
|
#17
| |||||
| |||||
| ji nahi ladkia nahi bewafa hoti sabh jaise haato ki unglia eik jaise nahi yeh bhi jo aaj kal ho raha hain sabh un kambhakt ladko ki waja se ho raha hain doka dehte rahe aur abh ladkiya badal gayi seh seh kar kambhakt ladke sabh nahi mager wo jo doka dehte hain |
|
#18
| |||||
| |||||
| Yeh karen aur woh karen, aisa karen vaisa karen, Zindagi do din ki hai, do din mein hum kya kya karen ! |
|
#19
| |||||
| |||||
| Quote:
tu aap kay khnay ka matlab hai kah qasoor kisi ka bhi nahi hota qismat or hlaat ka hi hota hai bas
__________________ |
|
#20
| |||||
| |||||
| Waqt aur haalaat aur rishtoon ki nazakat insaan main bahotu saray change slai aati hai...aur muhabbat main mera nahi khayaal zuroori hai k aap us k naam ki mala japain....bul k aik ehsaas rehta hai k samnay wala ager aap se muhabbat nahi kerta to kia hoga ?...kia aap zabardasti muhabbat ker saktay hain ?..jab aap nahi ker saktay to doosra kesay...muhabbaton main shertain nahi hoteen..yeh to aik self committment hai...pehlay apnay aap se to insaan insaaf kerley phir kisi rishtay se insaaf karay ...... waqt bara zalim hota hai janab ....rishtoon ki haqeeqat nihaan kernay main dair kerdeta hai ...aur insaan haath malta reh jata hai ..laken is se kia muhabbat khatam hojjati hai ?...kia farq aja ta hai ? ..ki aaapne koi agreement sign kerwaya tha muhabbat se pehlay?..pehlay in sawalat k jawabaat dhoondiay khudi pata lag jayga ... aur jahan tuk baat hai lerka ya lerki ki bewafa honay ki to itna kahoongi bas Bewafai ka hosla bhi kisi kisi ko hota hai /rose
__________________ Hmmmmmmmmmmm -:? |