It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Bharosa...jab toot'ta hai...! within the Mohabat Kadah forums, part of the Mouj Masti category; Bharosa...! Ye chota sa lafz rishton ki paayedaari me bahut barey maney rakhta hia Dosto kya kabhi kissi ney aap ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Bharosa...! Ye chota sa lafz rishton ki paayedaari me bahut barey maney rakhta hia Dosto kya kabhi kissi ney aap ka bharosa tora hia...? Kya jazbat hotey hain jab koi kissi ka bharosa torta hia...? Or Ek lamhey ko ye b sochiyee ga kahin aap ney to kissi k aitmaad ko thes to nahi ponchayi...ya kissi ka aitmaad pamaal kiya ho...ya kissi ka bharosa tora hia...
__________________ ![]() Last edited by Pathar Dil; 11-13-2007 at 05:00 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| BHAROSA jab toot'ta hai to insaan bhi uskai saath chakna choor hojata hai har khushi adhoori lagti hai zindagi beemari lagti hai aik aisa bojh lagti hai jo zabardasti aap kai kaandho par daal dia gaya hoo kuch bhi acha nahi lagta na log na kaam na family na aap khud koinkai sab sai badai kasoorwaar to aap khud ko maan rahai hotai ho jo kisi aisai shaks par bharosa kar betha jo uskai kabil hi nahi tha laikin merai MALIK nai aik aisi marham banai hai jo ahista ahista dheerai dheerai is cheez ka ilaj kardeti hai woh hai waqt jo aap kai tamam zakhm bhar deti hai but nishaan nahi mita paati nishan mitanai mai usai bohat koshish karni parhti hai jo zyada tar khatam nhi ho pati hai ALLAH na kabhi kisi ka bharosa tornai dai , na kisi aisai shaks par bharosa karnai dai jo uskai kabil hoo
__________________ ![]() KHAN JUNAID KHAN |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
very well & truely said...God Bless You Thanks for Ur nice comments...Khush Rahen
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
ainaa serious naaa hooooo nai to looog roday watay utha k bahir phaink detay hein ........
__________________ ••:: Pagal Jia QaQa ::••![]() ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
kis me itni himmmat hia... ![]()
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| kisi ke zarf se bhar kar na kar mehr-o-wafa hargiz........ ke is be ja sharafat mein bahot nuqsan hota hai........... Alhamdolillah abhi tak intentionly aisa to nahi kiya ke kisi ke aitmaad ko thais pahonchayi ho janay anjaney mein agar aisa ho gaya ho kisi ne kuch expectation laga li ho aour main un pe porra na utar paya ho to uske barey mein kuch nahi kiya ja sakta............... .. baki aitmaad ban ney mein ik omer lag jati hai aour uske totnay k liye aik lamha hi kafi hota hai..............
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| hummmm..obviously bohut painful feelings hoti hain jub kou app k aytmaad kou thais ponchaye....awal tou agar koi app pat trust karay tou uss yaqeen kou qaim rakhna bohut mushkil amal hay...app kou har waqt careful rahina hota hay aur ..... humm ...zindagi main bohut si khushiyoon ki tarah gham bhi baghair dastuk k hee aatay hain...lakeen inn hee sad n happy colors say zindagi ka rung oubharta hay...kabhi hum bhi hurt hotay aur hamara trust toota hay...lakeen Isan ki himut n hosla na totay kisi haal main bhi tou phir khair hoti hay aur zindagi kou aagayki taraf lay kar barha ja saktay hay..usso jaga stagnant rahinay k bajaye... ![]() There's always going to be people that hurt you so what you have to do is keep on trusting and just be more careful about who you trust next time around.
__________________ What dOesn't huRt - is nOt life; what dOesn't paSs - is nOt happIneSs." |
|
#8
| |||||
| |||||
| vaisay to aj kal ka waqt aisa hai kay kisi per bhe bharosa nahi keya ja sakta.....jo dekha raha hai vo haqekat nahi.......vaisay to kisi per trust nahi karna chaheya per i did twice or dono dafa dhoka khya.....kisi stranger say ap aise ummed kar saktay hain kay vo bharos thoor saktay hain...un kay bharosa thornay per dill ko yah taslee hoti hai kay vo stranger thay isleya unho nay aisa keya...per mujhay apnoo nay dhooka deya....jab bhe dost banaya hamesha dhoka khya...bharsoa tootnay ka jitna dukh hota hai,,,us say zada us chaqas kay apnay honay ka duk hota hai.....kay yah shaks humara apna kaisay ho sakta hai..... Mere zaat say kisi ka bharosa tootay is say bhatar hai kay may kisi ka raz na janon agar may apanay ap ko is kay aetimad may bura utarta hoa nahi samjhti to...... Bharosa jab bhe toota hai dill may aik sada aee hai kay ab kabhi is dill say bewafie nahi karen gay...or kisi ko apnay dill say khailnay ka moka nahi dain gay.....jab jab yah bharosa toota hai,,,,,us waqt yah ahsas hoa hai kay hum kisi kabel nahi thay.....varna kisi ke kia majal jo humara bharosa thoray......insan apnay andar insecure feel karta hai..... Vaisay one think is for sure is true..........har thookar ap ko aik sabak sekhati hai.....per zarrori nahi kay kuck seeknay kay leya geera jaee...dosron say bhe sabak sekha ja sakta hai........ such kahon to serf ALLAH per bharosa karna chaheya.....is say bharosa kabhi nahi tootay ga..or na he dill tootay ga..or dill ko bhe tasle rahe gee kay jo hoga acha hoga ,,kun kay upper valay ke marzi shamil hai is may.......... ![]()
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| Quote:
thanks for your nice comments dear... Ek bat me zaroor kahonga k ager kabhi Khud na Khawsta koi aap ka bharosa torey to is se ek sabaq zaroor hasil kijiye ga k app ko jitni taqlif hoi hia...wo aayenda kissi shakhs ko aap ki waja se na ho...kyon k wo taqlif bahut ziadaaaa hoti hia... ![]()
__________________ ![]() |