Quote:
Originally Posted by kareem aik nahi main nay kaha tha
well main hi bata raha hoon k wafa koon karee ga
aap ko jhoti wafa chahiyee kiya
ajj kal choti wafa hi milay gi |
shahil k kinary khary ho k aap gharahi ka andaza kaisy kar sakty ho
wafa karo gay ksi se wafa mily ghi ...insaan always dosron se umeed rkhta
hai ..khud ksi ki umeed ban k dekho naa.well ShafaqF jee es dunia mein humy itna hi milta hai jis k hum sab haqdar hai...ab kareem jee k sath jo hoa zaroori nai aapky sath b
ho .......
