Quote:
Originally Posted by Laiba Ali pehle idher udher ki baat kar k yeh jannay ki koshish karein k agla app main interested hai b k nahi...
ager interested hai toh DHAMAKA KAR DO..  |
laiba aap ka reply acha hai par main ne aesa nahii kiya tha use dekha to bas dekhta reh gaya phr har waqt us k baree main sochna wo ayee to apne aap ko ziyada samjhdar bana na apne aap ko ute karta rehta tha main thora sa badal gaya tha jo use pasand tha main bhi wohi pasand karne laga main ne sedha ja k booll diya wo us waqt to maan gayii par is k bechee kuch aur nikla
