Re: hum pyar kion kartay hain | | hum pyar karte nahin hain ho jata ha..... jo pyar kia jata hai wo pyar nahin samjhota hota hai yehi waja hai ke pyar kisi se bhi hojata hai....baz dafa ase insan se bhi hojata hai....ke jo hamare liyee behtar nahin hota par hum majbor hote hain apne pyar main...
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |