Quote:
Originally Posted by Crystal_thinking Mohabbat aik ghalti hai Mohabbat aik ghalti hai Karo laakh ghaltiyaan magar yaad rakhna Mohabbat aisee ghalti hai k Jis ki na muaafi hai na tobaa hai Jisay ye rog lag jaaye Ye us ka jog ban jaaye Musalsal rog ban jaaye Ye raaton ko jagati hai Ye aankhon ko rulaati hai Ye dil ko aazmaati hai Mohabbat main nahin kuch bhi Agar kuch hai to tanhaai Zamane bhar ki ruswaai Mohabbat dard hoti hai Ye aisee aag hai k jo Bohat he sard hoti hai Mohabbat jeet hai lekin Mohabbat karne wale ko Hamesha maat hoti hai Kabhi milta hai dard-e-dil Kabhi tanhaaiyan or gham Mohabbat may faqat hasil Ye hi soghaat hoti hai |
hmmmm yes in a way but not much,
but i its poetry ap ne poetry sec ma kiwn nahee lagaya ya thread