mohbat may har kabhi har jana yah us say ko hasel na kar pana mohabat ke shart nahi....hakekat baat yah hai kay hum jab mohbat kartay hain to serf yah soch kar kartay hain kay us ko hasel kar laina he humaray mobat ke jeet hai...lakin yah mere nazar may theek amal nahi...kun kay mohbat may juda rah kar bhe mohbat karna us shaks say or us ko achay tarkey say yaad rahna mohbat hai.....
GULL
