Quote:
Originally Posted by SHEIKH RAZA Umeed hai kay sab members theek thak hun gay Aaj main ap sab say kuch pochna chahta hun. P I Y A R Kiya Hai? kiya zaruri hai kay piyar sirf larky ko larki say or larki ko larky say ho aaj kal hamary mashry main yahi ho raha hai. Piyar karna aaj kal kay bachoon nay apna farz samjh liya hai un ko koi yeh batany wala nahi hai kay humary mazhab main is baat ki ijazat nahi hai lay. Aik dafa kisi ko pasand kar liya to us ko piyar ka naam day diya piyar karna hai to sab say pehly apni maan say karo to dostoon ap hi batain kay ap kis say ziyada piyar karty hain. Please is sawal ko ignore mat karain |
hamaray mazab main aur be bahoot se batain hain jo hum fallow nahin kartay. net per bath kar .................... .................i think u understand what i want to say