Quote:
Originally Posted by Pehli``Barish first of all is bandi k pyar ne bywafai ki to is ne jhat say is bandy ko bhula kar mangni bhi kar li ye kesa pyar hova???? chalo agar mangni kar he li hai majboran he sahe to isko her hall main nibhana chhaiye, our agar iska dill esa koi majboor kar raha hai to isko esa khayal nahi aany dayna chhaiye akhir commitment bhi koi cheez hoti hai q k jo life hum guzarty hain is main our jo tv per dekhty hain zameen asmaan ka farak hai aaj kall k dour main crush, infatuation attraction ziyadha our sachi mohabat kaam hai  |
sab sai pehlai to mai kahoga kai aap ka jawab bohat acha hai magar gilla theek nahi agar aap apnai pyar ki ghalti ko maaf nahi kartai to phir aap bhi wohi ghalti kar rahai ho jo kar chuka hai
or jaha tak sawal hai mangni ka to jab banda aisai haal mai hota hai to usai kuch pata nahi hota woh kia kar raha hai kia nahi kar raha hai mangni karna uska apna faisla kisi soorat nahi ho sakta agar yai uska apna faisla hai to phir woh itna confuse nahi hona chahiyai us larki ki wapsi par
mai nai maana kai aaj kal pakistan mai flirt zyada ho rahai hai magar hum is baat ko kabhi jhutla nahi saktai kai pyar khatam hochuka hai
pyar hai bas thora bebas hochuka hai.