Quote:
Originally Posted by cheena88 Kaafi arsay kay baad dubara say kuch likhnay ki koshish ki hai...socha MK mein share kar lon...ab chahye buri ho ya bhali...bardasht karna ap logon ka farz banta hai Pyaar karne walon kay saath bohut bura hota hai Laboon pay hansi, Dilon mein ghamon ka dera hota hai Jeenay nahi dayti yeh dunya unhein Juda ho jana hi un ka Muqaddar hota hai Kehti hai yeh Farheen ab to sabhi sey Pyaar na karna kabhi tum, Es ka anjaam bohut bura hota hai.. |
buhat khub likha ha .keep sharing.
