tum jo hoty tu humai kitna sahara hota
hum ny aoron ko naa dukh ma pukara hota
jitni shiddat sy ma wabassta tha tm sy Farhat
kis taarah mera tery baad guzara hota
mujh ko ye soch hi kafi ha jalany ki liye
ma naa hota tu koi aor tumhaara hota
Aor hum baith k khamoshi sy roye jaty
Shaam hoti kisi derya ka kinara hota
Dil sy daikhi nahi jati thi khamoshi gher ki
Kis tarah ujra hoa shehar gawara hota
chaand hota k meri jaan sitara hota
Hum ny ek tery siwa dil sy utara hota
Tu ny socha ha kabhi kitna Muhabbat k bagair
Ruuh farsaa DIL_E_VIRAN ka nazara hots