Quote:
Originally Posted by shazlay na tha manzoor kismat ko na thi merzi baharon ki nahi to es gulestan main kami thi kya nazaro ki meri nazro ko b koi nazara mil geya houta agar tofan nahi ata kinara mil geya huta ..........khushi si apni ankho ko mai ashko say bhego leta meray badlay tu hans leti teray badlay mai ro leta mughay kash tera durd sara mil geya hotaa......mughay teri muhabat ka sahara mil geya houta,,,,mili ha chandni jen ko yeh un ki apni kismat ha mughay apnay muqadar say bas itni shikayt ha mughay tuta huwa koi setara mil geya hota..........agar tofan nahi ata kinara mil gweya houta.......
hmm jab mai nay ess topic ko read keya to mai yeh song sun rahi thi es topic say kafi related laga to bas wohi likh diya...ore kuch nahi kahu gi ....... |
woow
kun si film se hai ye song?