Re: ^^^ Mohabbat AiK Shair ^^^ | | us nay kaha tum main pehli si bat nahi ,
main nay kaha zindagi main tera sath nahi,
us nay kaha kiya ab bhi kisi ki ankho main doob jaty ho ,
main nay kaha ab kisi ankh main wo bat nahi
us nay kaha kuch itna toot kar chaha mujhy ,
main nay kaha main insaan hun pathar to nahi
us nay kaha kiya main bewafa hun ,
main nay kaha ab mujhy wafa ki talash nahi
us nay kaha bhool jao mujhy,
main nay kaha tum haqiqat ho khwab nahi |