View Single Post
  #5  
Old 05-20-2007, 08:27 AM
naz's Avatar
naz naz is offline
~!~ KasaK ~!~
 
Join Date: Jul 2005
Location: Adhore Chand Ke Pass
Posts: 28,713
Thanks: 0
Thanked 21 Times in 21 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 2498
naz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond reputenaz has a reputation beyond repute
Default Re: ~!~ PoLLing...Question:M ohabbat Andhi Hoti Hai ~!~

16

shazlay


mai nay kahin perha tha k muhabat andhi nahi hoti per shaid mindles houti ha kiun k ap ki soch apka mahwar ek zat ho jati ha jo apko kuch ore sochnay nahi deti apki ankho pay andhi khuwahishat ore khudgerzi ki pati bandh jati ha apko nazar ayta ha to bas ek shakhs belos muhabat to banday ko fersh say arsh tak puhncha deti ha phir muhabat andhi kaisay ho sakti ha yeh to ap pay ek nayi duniya ko ashkar kerti ha muhabat to banday ko apnay RAB say milwa deti ha to to muhabat andhi kaisay ho sakti ha muhabat to ap ko roshni bakhsti ha apk zindagi mai ujala paida krti ha to bas muhabat andhi nahi hoti kabhi nafs k sath bhagtay bhgtay hum kuch sahi or galt ko dekh nahi patay to yeh muhabat kernay walon ka andhapan ha muhabat ka nahi muhabat zindagi hoti ha ibadat houti ha andhi nahi hoti ,,,,,,,,,,


17

hummo


haan mohabbat andhi he to hay.wo nahi dekhti k kis say horahi hay, kis waqt horahi hay, kis jaga horahi hay, usay bs hona hota hay to hojati hay. mohabbat main insaan ko Us k ilaawa kuch dikhaai nahi daita, jb Wo,Us k saamnay aata hay to insaan is say bekhabar hojata hay k Wo kahaan kharra hay wahaan usko dakhnay waalay kitnay log hain bs wo sirf apni mohabbat k dekhta or us ki taraf be ikhtiaar khincha chala jata hay isi tarha to mohabbat chupti nahi hay sb ko dheeray dheeray khabar hojati hay, chahay koi apni saanson ki mala pay pii ka naam simray ya phir usko aankhon main bund ker k rakhay pr mohabbat chup nahi sakti kyoon k mohabbat andhi hay wo nahi daikh paati kisi ko siwaay apnay mehboob k

18

wazirabad_7


Muhabat kur khada say-zameen say janat kaa muqaam dakh.

Muhabat app kay apnain humzaad say tualiq rakhtee hay,jaisa jazaba ho ghaa,jaisee souch ho ghee,waisay hee uskay asrat waa tasraat houn ghay.

Aiek hijani khayalaat sahkshiyat kay insaan kee muhabat bhee heejani aour uskee soucoun kay matabiq hee ho ghee.

insaan jiss souch bachar kaa malik ho ghaa uska muhabat kaa rawiyaa bhee waisa hee ho ghaa aour muhabat kaa azhaar aour muhabat hasail kurnain ka rwiyaa bhee waisa hee ho ghaa.

Muhabat karnain walay qatil bhee hotay hain?aour kie khud ko khatam kur leitay hain,kie udaaas rewiya ikhtyaar kar kay duniya naraaz ho jatay hain.

Muhabat karnain waloun kee kiey shakalain hain,kie rawiey hain,aour aiesay hee mukhtalif soucahin bhee,muhabat karnain walay andhay bhee kehlatay hain ?kie chatan kee taran dhut janian walay bhee hotay hain,main tou yeh kahoon ghaa muhabat sar char kur boultee hay aour khoob boultee hay.

Muhabat main history utha kur dakahin hur sakhs nain apnain zamanain main mukhtlif maahra kiyaa hay,taj mahal bana?bana saktay thay badsha thay,liela majonoon kay aour halat thay dou qabiloun main dushmanee thee,wou becharay buhat hee majboor thay,sasee panoon,soni mehiwall yeh subb muhabat karnain walay hee hain,sub kay raweiy alieda hee hain.

Ajj kul disko dour aour mubile kaa dour hay,duniya fast hay,mubat bhee fast hay aour usk end bhee fast hay
. aou mobile pay baat karian-nukar pay khara hoon chil out karain.aiesee muhabat hay,zamana buhat tareqee pur hay,yeh halaat dekh kur loug kehtay yeh muhbat main andha nehee ghandha hay


19

Talat



Naz ap ne sath me jo ye shair likha ha k:

Mujh ko to hosh nahi tum ko khabar ho shaid
Log kehtay hein k tum ney mujha barbad kia

is ka matlab Muhabat Andhi Hoti Ha,


20

janemnn


haan.... muhabbat andhi hoti hay,
essi liye to ess ko nazar nahin aati,
koee oonch neech, zaat paat,
rang nasal, qaom zubaan,
kuchh bhi....
bass..
ho jaati hay,
dekho na, .... jaisay mujhay tum say muhabbat ho gaee!!!
kahan tum,,,, kahan mein!!!!
koee jorr nahin...
phir bhi... ho gaee.. ab mein kiya karoon,
ke mein ne khud se nahin paida ki apne dil mein ye khanakharab, muhabbat,
aur na hi khatam kar sakta hoon ess ko!!!
to phir ... sahi hay na.. ke
muhabbat andhi hti hay.

KITHAY MEHER ALI KITHAY TERI SANAA,

GUSTAAKH AKHIAN, KITHAY JAA LARIAN!!!


21

tahseeny




Ab Mohabbat Hai Yeh Nahin , Sab say Bada Question tu yeh hee hai na ... Aur Jab Sachi Mohabbat hoti hai chahyee woh kisi bhi Rishtay main hoo ...
Aaap us main Deemag say sochna band kar dete hain aur Kuch bhi kar jateey hain Agar Mohabbat Sachi hoo tu ....