kaha tha yaad hai tumnay...? | | Asalama alaikum.........aaj main pehli martab kuch share kernay ja raho hon apnay sab dosto say......yeh ARSHAD malik ki choti see aik nzam hai lakin mughay bohat pasand hai umeed hai k aap ko bhi pasand aeey gee ....... kaha tha yaad hai tumnay...? kaha tha yaad hai tumnay... k main hon chand or tum ho chandi mayri............... ........ mager jab chand chup jaye bhlaa phir chandni kaisee...."
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |