baat yahan sirf larkiyoon ki hi kyon larkoon ka bhi aik maazi hota hai zaroori nahi kai woh bhi jisai chahain usai pa hi lain kai baar woh bhi pyar kisi sai kartai hain aur shadi kisi sai ho jaati hai ye shayad zindagi ka asool hai kai har kisi ko sab kuch nahi milta lekin jo milta hai usai sanwarna aur bigarna hamarai hath mein hai aur phir maazi mein jo hua usai bhool jana hi behtar hai ab ye to koi akalmandi nahi hui kai apnai maazi ko samnai la kar insaaan apna haal aur mustakbil hi barbaad karlai..so jo raaz hai usai raaz hi rehnai daina chahiyai
1.gif)