View Single Post
  #12  
Old 05-18-2005, 10:24 AM
humtum_amity's Avatar
humtum_amity humtum_amity is offline
~Me & My Lonliness~
 
Join Date: Dec 2004
Location: Karachi
Age: 22
Posts: 775

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1129
humtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond reputehumtum_amity has a reputation beyond repute
Default Re: (¨`•.•´¨) DISCUSSION: ON BEWAFAI(¨`•.•´¨)

bewafai kabhi ya majori main bhi insaan ko bewafa bana deti hay kabhi insan jan bogh kar bewafai karta hay jo jan bogh kar asa kartay hain shayad un kay dil pathar kay hotay hain asa nahin karna chahiya bewafai akk asi cheez hay jisa khass kar larkiyan jan bogh kar magbori ka naam detiorr phir bhi ya kehtee hain kay hambewafa hargiz na thay par ham wafa kar na sakayzahir hay in say wafa ki tawaqqa kiyonkar kee ja saktee hayinhain wafa to door ki baat mohabbat ka matlab bhi nahi aat a mohabbat kay naam par do dostoon ko door karteen hay phirketee hain kay jaan boojh kar aisa nahi kiya larka kuch bool day to tum aisa sooch bhi kaisay saktay hooor agar khud bolain to jee jo sach hay ham too wo hee kehtay hain ager manzoor hay too theek warna hamaray peechay bohot hain zahir hay janab kay jab adatain or andaaz he aisay hain to larkayy too peechay aayain gay hee na kiyoon kay koi bhi larka kisi shareef ko tang nahi karta or in larkiyoon ki himmat barhanay main kuch hamara bhi haath hay jab larka larkii ko kuch bolay too ham jaa kar us ko martay hain bagair puchay kiya baat thee jab larkee kuch boolay jab bhi larkay ki shamat aray larkay ki koon sunta hay na hamaree galatee phir ya larkiyaan apnay aap ko dunya ki kamzoor or baybas tareeen hastee +khobsoorat mantee hain jin ki asliya to ya haykay agar jab bhi barish ho too in kay asal chehray daikh kar kai log bay hoosh or kuch mar bhi jatay hain shayad kafeee hay...........
Reply With Quote