Re: Aarzuuen hazar rakhte hain! | | kya kehne,
bht khoob do ashaar to bht hi achhay lage:
na nigah na payam na vaada
naam ko hum bhi yaar rakhte hain
phir bhi karte hain Meer saahib ishq
jain javaaN ikhtiyaar rakhte hain
bht shukriya janab ghazal ka
khush rahein aur share karte rahen
__________________   |