Conversation Between zain and KHAMOOOSH
Showing Visitor Messages 1 to 3 of 3
-
Walekum Aslaam,
bahot afsos huwa jaan kar ke aap ki tabiyat theek naheen hai,Dua hai ke ALLAH Rab ul izzat aap ko jaldi se sehat yaab karey,aor sehat o tandarusti ata karey,Aameen,
Aap INSHA ALLAH hamma waqt meri duaoN main shaamil rahaiN gi,
duaoN ke liye shukriya,
apna khayaal rakhiye ga,
-
ummmmmmm1.gif)
aap chaahaiN to salaam ke saath dua bhi kar sakti haiN,1.gif)
Walekum Aslaam,1.gif)
duaoN ke liye be had mamnoon hoon,1.gif)
bilkul ji aap jis list maiN chaahaiN add kar sakti haiN,1.gif)
aap bhi bahot khush rahiye,aabaad rahiye,aor hansti muskuraati rahiye,1.gif)
-
Walekum Aslaam,
ALLAH ka bahot karm aor aehsaan hai,aap sunaayaiN kaya haal aehwaal hai?
khushi huyi ke aap ke bhahi ka naam bhi Zain hai,achha laga jaan ke,
mesg karney pe koyi paabandi naheen hai,aap jab chaahain mesg kijiye,1.gif)
bahot khush rahiye,aabaad rahiye,1.gif)