It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Nagri Nagri Phira Musafir ghar Ka Rasta Bhul gaya! within the Meera Jee forums, part of the Poet K to O category; Nagari nagari phira musaafir ghar kaa rasta bhuul gaya kya hai tera kya hai mera apna paraaya bhuul gaya Apni ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Nagari nagari phira musaafir ghar kaa rasta bhuul gaya kya hai tera kya hai mera apna paraaya bhuul gaya Apni biti jag biiti hai jab se dil ne jaan liya haNsate ha.Nsate jiivan biitaa ronaa dhonaa bhuul gayaa a.Ndhyaare se ek kiran ne jhaa.Nk ke dekhaa sharmaa_ii dhu.Ndh sii chhab to yaad rahii kaisa tha chehara bhuul gaya ha.Nsii ha.NSii mein khel khel mein baat hii baat mein rang gaya dil bhii hote hote aaKhir ghaav kaa risanaa bhuul gayaa ek nazar kii ek hii pal kii baat hai Dorii saaNso.n kii ek nazar kaa nuur miTaa jab ek pal biitaa bhuul gayaa jis ko dekho us ke dil me.n shikvaa hai to itanaa hai hamein to sab kuchh yaad rahaa par ham ko zamaanaa bhuul gayaa ko_ii kahe ye kis ne kaha tha kah do jo kuchh jii mein hai "Miraji" kah kar pachhataayaa aur phir kahanaa bhuul gayaa!
__________________ Na tha kuch tu khuda tha, Na kuch hota tu Khuda hota, Daboya Mujh ko hone ne, Na hota main tu Kya hota! |
|
#3
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3 |
|
#4
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE.............:ro se
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#5
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE...............: rose |
|
#6
| |||||
| |||||
| bohat hi khooob bohat hi aaalllllllllllllaaaa aaaaaaaa ![]()
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat khub, very nice ![]() |
![]() |
| Tags |
| nagri, phira, musafir, ghar, rasta, bhul |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Aankhon ka rang, baat ka lehjaa badal gaya | mashamshah | Ghazal | 6 | 07-14-2008 09:04 AM |
| aaya tha ghar sanwarnay ehsaan kar gaya | badil | Ghazal | 7 | 09-29-2007 08:57 PM |
| aaya tha ghar sanwarnay ehsaan kar gaya | badil | Ghazal | 6 | |