It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on chand sitarey qaid hain saarey waqt ki bandi khane main within the Meera Jee forums, part of the Poet K to O category; chand sitarey qaid hain saarey waqt ki bandi khane main lekin main aazad hoon Saaqi! chotey sey paimaaney main um'r ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| chand sitarey qaid hain saarey waqt ki bandi khane main lekin main aazad hoon Saaqi! chotey sey paimaaney main um'r hay faani, um;r hay baaqi, is ki kuch parwah hi nahi tu ye keh dey, waqt lagey ga kitna aaney jaane main tujh sey doori doori kab thi, paas aur door tu dhoka hain farq nahi unmool ratan ko kho kar phir sey maane main do pal ki thi undhi jawani, nadaani ki, bhar paya um'r bhala kiyu beetey saari ro ro kar pachatene main pehley apna deewana tha ab hay apna deewana pagal-pan hay waisa hay kuch, farq nahi dewaaney main khushiyaa.n aain? acha, aain, mujh ko kiya, ehsaan nahi sudh budh saari bhool gaya hoon dukh k geet sunaney main apni beeti kaise sunaain, bad-masti ki baatain hain Meera Jee ka jewan beeta paas k ik meh-khaney main
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#2
| |||||
| |||||
| bahat khoob /wah
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
3 3 vry :clap6nice 3 3 |
|
#5
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3 |
|
#6
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE.............:ro se
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#7
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE...............: rose |
|
#8
| |||||
| |||||
| hmmm gud 1 (Y) nice ghazal
__________________ Daawa.e.ishq na kr k hai ye wo payala.e.meh labo'n sey chootey hi jo sookh jata bi ho |
|
#9
| |||||
|