It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on recipe required :) within the Kitchen Corner forums, part of the Mouj Masti category; MAsha'Allah se yahn barey zabardast qisam ke khaaney banaaney sikhaaye ja rahey hain , thaz good to see , me ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() MAsha'Allah se yahn barey zabardast qisam ke khaaney banaaney sikhaaye ja rahey hain , thaz good to see , me ko bhi aikm recipe chahye , hope ke help ki jaye gi , kafi arsa pehley mein ne yahan post ki thi uss waqt kafi members ne madad ki thi , aaj fir chahye ![]() to jo recipe mujhey chahye wo yeh hai ke me baraf banaana chhata hoo'n , aur mujhey uss ki recipe nahi mil rahi kahee'n se , hai koi Allah ki naik ki bandi jo mujhey baraf banaana sikha de :-s |
|
#2
| |||||
| |||||
| main batata hoon na baraf kaisay banatay hain sab sa pahlay naha dhoo ka baal bechay band lay taka munh pa na aeen theek isee bahanay saloon baad u naha lo ga baraf jamanay ka liya aik bartan cahya aisa karoo nahanay wala bartan lay lo jo bath main rakha hai us ka baad dooor kahan jao gaay bath ki toti sa he pani lay lo ab sab sa muskil marhala hai pani ka daba sar pa rakhoo ab right bazoo uthaoo aur kahoo pani raay pani ab dosra bazoo utha ka kahoo taira raang kaisa ab left paoon uthaoo aur kahoo jis main mila do ab sath he right foot utha lo aur kaho lagay us jaysa (yaad rahay right paoon jab app uthaeen to left paoon zameen pa nahi lagna cahya) is sab ka baad agar ap kamyab ho gaey hain is mashak main to aagy barhya aur mataktay hoa fridge ke taraf jaya yaad rahay bilkul mutyar ki terhan kamar pa daba rakh ka chal na hai aur sath gana hai jhanjarya pahna do bendya bhi chamka do ki naa aay mairay sanjan daa mairaa dabay tay likhwa dooo ab aaga barh ka fridge khoolya pani rakhya band karya fridge ko aur ja ka sofay pa baith jaya is doran ap nay kuch kahna peena nahi verna ap ki baraf tot jaya ge jald he baraf ban jaya ge na banay to ap ka naseeb kisi babay sa tawez laeen shayad ap ka kismat ka setary gardish main hain ![]()
__________________ oochee jaee neeyoo lagaya ho tay bareen museebat bahri yaaraan baad Muhammad Bakhashah oo koon karay ghamkhari |
|
#3
| |||||
| |||||
| udas bhai that,s really funny!! ![]() bohatt khoob recipe share ki aap nay aisay hi share kartay rahein ![]()
__________________ Gone Forever!! |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
koiee haal nahee ap dono ka ... 3 stooges mein 2 loog replace hoo gaiee hein new entry ali bhai aur ati bhai ki hay ![]() bhootiya barf khana hota hay wahan say ready made buy kar kein @ ali bhai |
|
#6
| |||||
| |||||
| mein bataaon barf ki recipe?? sabse pehle kitchen ka saaf hona bohat zaroori hai to aap sabse pehle ja ke kitchen ki dhulai karen,, khayal se aik bhi kona ganda na reh jaye (kahin kona kona khelte khelte gandgi nazar aagayi to hock2) to jab kitchen dhul k chamak jaye to aisa karen k choolha jalayen,, aur us pe pateeli rekhne k bajaye khud beth jayen!! jab aap khol jayenge tabhi to aapko barf ki zaroorat hogi na phir aap aik intehai ganda bartan lijiye ga khud ki tarah ka aur usmein paani bherke pehle choolhe pe rekhein, phir thanda kerke fridge mein rekhein, phir jab baraf ki aas mein khud tap jayen to freezer mein daal dijiye ga..lijiye aapki baraf tayyar!! khane mein behudd _________daar :haha :haha
__________________ ![]() HAPPY HAPPY HAPPY HAPPY?? KESE? Q? KAHAN? BATA DOON KIA?? |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#9
| |||||
|