Re: Recipe on Demand | | Asalam o Laekum
Princess maine Sunday ke Din aapni Dost ko dinner par invait kiya hai aur aapki batai Malai tikka ki Recipe banau gi mujhe umind hai jis tarhan parhne main ye mazedar lag rahi hai ´
banane ke bad bhi hogi 1 bar phir aap ka bohat bohat shukariya main aap ko bataun gi ke mere mehmanu ko kesi lagi take care Allah Hafiz |