Quote:
Originally Posted by Cute_Smile mujay bhi kuch aisa hi lag raha hai...zakiya ji aik bar aai or gayeb.......chaliye koi baat nahi....hum main itni himat hai k thread ko chala lain...or biryani kukri ki ho ya kukar ki faraq to nahi parta na...passand karnay ka shukria....masalay wagera to theek they na........lol....... |
baki sab theek hai aur biryani jesi aap ki thi aese to kabhi nahii khaii wese yahan sab ne zakiya ka khana khaya howa hai unhee acha nahi laga hoga isi liyee koi nahii ata