Quote:
|
Originally Posted by khushbu a fragrance okkkkkkkk to yahan apni pol kholni hai  > .............hmmm theeek hai par me ko sharam aa jaegi na ;;) ....hmmm to kitchen mein to kitchen se related pol hi kholni chahiye na....
woh kya hai na
waise to main khana achha pakati hooon par kabhi kabhi bas zyada nahin thoda sa namak zyada ho jata hai....
aur haaan
kabhi kabhi...bas kabhi mirch zyada ho jati hai.... /chicken
aur kabhi kabhi khana jal jata hai... /khikhi
aur agar kabhi ittefaq se yeh sab nahin hota to mera apna hath jal jata hai  |
/zpghh /zpghh /zpghh /zpghh /zpghh
yeh sab bas kabhi kabhi hi hota hai ;;)