Quote:
Originally Posted by Ejaz Shakir achhi naz'm hay parhny ko ji chahta hay au unwaan bhi khub hay
abhi bahut saraa safar tay karna baqi hay aapko. mazeed likhain aur issi tarha say koshish jaari rakhiay khuda aap ko behtar say behtar naz'main ataa karay
dhairon duaaon kay saath
Ejaz Shakir |
1.gif)
safar to waqyee bohat sara baki hey....
aur jitna bhi ab tak taey kia hey, wo bara hi kam lagta hey ...koshih karti rahongi k mazeed behtar likh sakon ...shukriya khsuh rahyeh @};-