It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Youm e Azadi - Youm e Yuk'Jehati within the Islam & Muslim Ummat forums, part of the Islam & Religions of World category; /aoa Har saal hum youm e azaadi manatay hain.. aur bohat josh o jazbay say manatay hain.. woh loug khush'kismat ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| /aoa Har saal hum youm e azaadi manatay hain.. aur bohat josh o jazbay say manatay hain.. woh loug khush'kismat hain jo dais ke hawaoon mein saans laytay hain.. magar hum mein say aksar saathi .. dais say bohat door pardes mein rehtay hain.. iss din kay aanay ke khabar aap sathiyoon say hee milti hai.. aur hum sab ko aik dosray kay pass lanay kay peechay jo bunyaadi wajaah hai woh iss dais say wabastagi hai.. yeah dais humara hai... hum iss say hain... @};- Net ke duniya go virtual hai.. magar yahaan pay jo loug aatay jin say hum baat kartay hain jo humaray dost aur aziz uz jaan ban jaatay hain... woh sab real hain.. yeah jazbay yeah rishtay hum inhain mehsoos kartay hain.. haqeeqat say qareeb tar.. aab choonkay aur koi zariyaa nahi hai hazaroon miles ke musafat pay rehtay howay iss din aik saath mill kay ussi josh o jazbay say mananay ka.. ma'sawaye iss computer ke window kay jis kay uss paar aap baithay iss waqat yeah message parh rahay hain.. tu kiyon na iss youn e Azaadi ko Youm e Yuk'Jehati kay toor pay manaya jaye aik saath.. mill kay.. aur jo zariya humari samajh mein aata hai woh yeah kay hum sab aik jaisa avatar rakh kay iss jazbay ka izhar kartay hain.. @};- iss kay liyeah aap ko kuch khaas taradud nahi karna hoo ga.. Just Click on following link. Iss link pay click karnay kay baad jo window open hoo gi uss mein aap ko Pakistan ka lehlahata howa parcham dikhaye dai ga.. aap nay uss kay sath circle pay click kar kay Save Changes kay button pay Click karna hai.. @};- Buss yeah aik choota sa izhaar hai us jazba e yuk'jehati ka jo hum iss youm e azaadi ko mananay kay liyeah apnayain gai.. aur youn hum sab apna avatar aik hee rakhain gai 14 August tak.. aur chahain tu uss kay baad bhi ... umeed hai aap sab jaisay hee yeah post parhain gai.. saath hee apna avatar bhi accordinly change kar lain gai.. @};- Bohat Khush Rahiyeah Wa.Salam Administration HallaGulla |
|
#3
| |||||
| |||||
| thanks Basit bhai :flower |
![]() |
| Tags |
| youm, azadi, yukjehati |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Azadi [آزادی] | khurram_83pk | Patriotic Poetry | 5 | 08-14-2008 08:00 AM |
| Youm e Azadi - Youm e Yuk'Jehati | WebMaster | Ashaar - Misc | 17 | 10-16-2007 11:05 AM |
| Jashnay Azadi Special | Asifa | Ghazal | 48 | 08-14-2007 09:01 PM |