Assalaamu Alaikum 1) Islam section main post sirf or sirf Quran or Sunnah per mubni hun Quran or Sunnah sai mutasadim post ko delete kar deya jaey ga. 2) Post main Qurani Ayaah aur Ahadith kay refrance hun verna un ko Edit kar deya jaey ga. 3) Aapki thread ka maqsad logun ki Islaah ho, Firqa parsti na ho, Firqa parsti ya kise bhe firqay kay khilaf post yahaan na ki jaeyn warna section mod action lai sakta hai. 4) Post per ghair zaroori behas ki ijazat nahe ho hai... koi behas karnay kay lliay discussion section mojood hai. Shukriya! Wassalaam |