It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Yeh Battain Jhooti Battain Hain within the Ibn e Insha forums, part of the Poet - F to J category; yeah battain jhooti battain hain, yeah logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| yeah battain jhooti battain hain, yeah logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee soodayee hain hain lakhoo roog zamanay mein, kiyon ishq hai ruswa bay'chara hain aur bhi wajhain wehshat ke, insaan ko rukhteen dukhyaara haan bay kal bay kal rehta hai, hoo peet mein jiss nay jee haara par shaam say lay subah talak youn koun phiraay ga awaara ? yeah battain jhooti battain hain, yeah logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee soodayee hain yeh baat ajeeb sunatay hoo, woh duniya say bay'aaas howay ik naam suna aur ghush khaya, aik zikar pay aap udaas howay woh ilam mein aflatoon sunay, woh shair mein tulsi daas howay woh tees baras kay hotay hain, woh BA MA paas howay yeah battain jhooti battain hain, yeah logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee soodayee hain gar ishq kiya hai tab kaya hai, kiyon shaad nahi abaad nahi jo jaan liyeah bin tal na sakkay, yeah ayeesi bhi aftaad nahi yeah baat tu tum bhi manoo gai, woh qais nahi farhaad nahi kaya hijar kar daroo mushkil hai ? kaya visal kay nushkhay yad nahi yeah battain jhooti battain hain, yeah logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee soodayee hain woh larki achi larki hai, tum naam na loo hum jaan gai woh jiss kay lambay gaisoo hain, pehchaan gai pehchaan gai haan sath humaray insha bhi uss ghar mein thai mehman gai par uss say tu kuch baat na kee, anjaan rahay anjaan gai yeah battain jhooti battain hain, yeah logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee soodayee hain jo hm say kaho hum kartay hain, kaya insha ko samjhana hai ? uss larki say bhi keh layain gai, goo ab kuch aur zamana hai ya choorain ya tukmeel karain, goo ab kuch aur zamana hai yeh kaisa goorukh dhunda hai, yeah kaisa tana bana hai yeah battain kaisi battain hain, jo logoon nay phaylaye hain tum insha jee ka naam na loo, kaya insha jee sodaaye hain ?
__________________ Baray Udaas Din Hein.. Aur Soogwar Rattein... !! jazboon ka khuda jazba mohabbat naam hai jis ka kaya dhal lafzoon mein sakta hai ? samandar kaya kabhi koi koozay mein samaya hai? |
|
#2
| |||||
| |||||
| ek paegham hay is may wah Insha ji bohut khoub ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| bohat hi aala.. ![]()
__________________ Soch Ke Be'kinara Sehra MaiN Dhool Urata HaY YaaD Ka MausaM..! |
|
#4
| |||||
| |||||
| .........huhhhhh.... ... /weldone
__________________ Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare |
|
#6
| |||||
| |||||
| WAh buhat hi Aalah Insha ji ki kya hi baat hai ![]()
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Nice ..........
__________________ |
|
#8
| |||||
| |||||
| AOA, VERY NICE DEAR......
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#9
| |||||
|