It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Log hilaal-e shaam sey barh kar pal main mah-e tammam howe within the Ibn e Insha forums, part of the Poet - F to J category; Log hilaal-e shaam sey barh kar pal main mah-e tammam howe Hum har burj main ghat’te ghat’te subha talak ghumnaam ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Log hilaal-e shaam sey barh kar pal main mah-e tammam howe Hum har burj main ghat’te ghat’te subha talak ghumnaam howe Un logo.n ki baat karo jo ishq main khush unjaam howe Najd main Qais yahan per Insha khwaar howe, na-kaam howe Kis ka chamakta chehra lain, kis soraj sey maangain dhoop Ghor undhaira cha jata hay, khilwat-e dill main shaam howe Aik sey aik junoo ka mara is basti main rehta hay Aik humain hushiyaar they yaaro, aik humain ba-naam howe Shouq ki aag, nafas ki garmi, ghat’te ghat’te sard ho na ho? Chah ki raah dikha kar tum tu waqf-e dareecha-o baam howe Un sey bhahar-o baagh ki baatain kar k jee ko dukhana kya Jin ko aik zamana guzra kunj-e qafas main raam howe Insha sahab pho phat’ti hay, taarey dobeby, subha hoi Baat tumhaari maan k hum tu shab bhi be-araam howe
__________________ merey kum sukhn ka ye hukm tha k kalaam us sey main kam karoo.n merey hont aise seley k phir, meri chup nay us ko rola diya |
|
#2
| |||||
| |||||
| ahan.... umdah /rose
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| niceeeeeeee /rose
__________________ Mora Tum bin Jiya Nahi Lagy |
|
#4
| |||||
| |||||
3 3 vry :clap6nice 3 3 |
|
#5
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3 |
|
#6
| |||||
| |||||
| AOA, VERY NICE DEAR......
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#7
| |||||
| |||||
| very nice ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| nice choice .................... ......
__________________ ![]() |